Category Archives: Poetry SMS
Rulaya na karo
Is tara mein rahon aapki nigaon mein , Sada aap mujhe ishqe alam rulaya na karo……..
Sun liya hum ne
Sun liya hum ne faisla tera Aur sun ker udaas ho baithey Zehan chup chaap ankh khaali Jaisey hum kianaat kho baithey
Haath us ney Mera Thama Ho ga
Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga Khuvabon aur Khyaalon Mein Mera hi Chehra Tarasha Ho ga Raah Chaltey jo us ko Mera khyaal Aaya Ho ga Aik Nazar Ruk ke Asmaan … Continue reading
Aatay nahi loat k beetay howe zamanay
Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay Kaash aisi koi rut koi moosam aaye … Continue reading
Bura Lagta hai
Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho tum kisi aur ko dekho to bura lagta hai Mery chahat ka takaza hai mere sath raho ghair ka hath jo thamo tu bura lagta hai Arzo hai tere her roop ko … Continue reading
Khuwab ab raat bhar nahin aatay
Dost dushman nazar nahin atay Ab to pather bhi ghar nahin atay Sub ko roona mera mazaq lagay Ashq aankhon main bhar nahin aatay Baap say pocho kia guzarti hai Baitiyon k jo bur nahin aatay Mujh say pocha yeh … Continue reading
Kahan tak sochon
Aik bay rang sa manzar hai kahan tak sochon zindagi main terey baray main kahan tak sochon Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay aur main sirf paroosi k makaan tak sochon Tera chehra bhi na yaad aye k … Continue reading
Jab dekhne waalaa koi naheen
kuch din to baso merii aa.Nkho.n me.n phir khuwab agar ho jaao to kyaa koi rang to do mere chehray ko phir zakhm agar mehkao to kyaa ik ainaa thaa so TuuT gayaa ab Khud se agar sharmaao to kyaa … Continue reading