Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya…
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya…
us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya….
lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan…
chehra bata raha tha k kuch ganwa diya…
aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi…
or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya…
jane kya us ko logon sey thein shikayatein…
tanhaiyon ke daish mein khud ko basa diya…
khud bhi woh hum sey bichar kar adhura sa ho gaya….
mujh ko bhi itne logon mein tanha bana diya…
Some of the Random SMS
- March 9, 2009 -- Me and U are like Hare and
- February 20, 2009 -- Palko ki nami main chupa
- November 24, 2007 -- If I was an artist,
- November 10, 2007 -- Promise me we R true friends
- November 25, 2007 -- An old rich man marries a young girl.
- March 9, 2009 -- ur a choco,ma candy,ma honey
- March 1, 2009 -- Hoti nahi mohabbat surat
- March 6, 2009 -- JAISAY TUMHAIN HAM NE CHAHA
- March 19, 2009 -- Kaun aayega mere dar par
- November 25, 2007 -- Jab kisi ki taraf
- December 1, 2007 -- Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai,
- March 29, 2009 -- YaKeeN Na Aaye tO Ek BaaR
This entry was posted in
Ghazal SMS. Bookmark the
permalink.