College Girls: Jab hum apas me gandi-gandi bate karte hai
to ladko k kaan khade ho jate hai na?
Boys: Achha tum log usko kaan kehte ho?
****************************************
Lady: Baba mera pati kab sudhrenga?
Baba: Pati ko laye ho?
Lady: Nahi.
Baba: Koi baat nahi, apna blouse kholiye
Lady: Kyun?
Baba: Pati ki hath ki rekha dekhni hai!!!
Some Naughty Desi Jokes
Santa ki amma maar gayi
Santa ki amma maar gayi.
Ek aadmi bola – amma mujhe bhi le jati apne saath.
Do char aur bole – haan amma hume bhi le jati
Santa Bola – Chup ho jao gadho.
Amma kya sumo karke gayi hai??
Bhool gaye rastay bhi ghar k
Hawa e dasht mughay aab tu aajnabi na Samagh
Kay aab tu bhool gay Rastay bhe ghar kay mujhay
Har phool par yun aaitbar na kijiye
Bagair jane pehchane iqrar na kijiye,
muskura kar dilo ko beqrar na kijiye,
phool bhi dey jatay hain zakham gehray kabhi kabhi,
har phool par yun aaitbar na kijiye
Na Neend Aai Na Khwaab Koi
Bohat Khushnuma Ek Raat Guzri Hy
Kuch Tanha Per Kuch Khaas Guzri Hy
Na Neend Aai Na Khwaab Koi
Bas Tere Khyalo’n k Saath Guzri Hy !!
Na rootha karo
Na rutha karo, kaha hum ne hazar bar usay
Shaid who jaan chuka tha hamare dil ki baat.
khush rehne ki duaaein di hain
Is dil ke har dhadkan ka ehsaas ho tum.
Tum kya jaano hamare liye kitne khaas ho tum.
juda ho k tumne hame maut se bhi battar sazaa di hai,
Phir bhi is tadapte dil ne tumhe khush rehne ki duaaein di hai.
Quranic verse
Aur tum may aik groh aisa hona cha hi yay keh bhalai kee taraf bulaayn aur achee baat ka hukm dayn aur buree say mana karayn aur yahee logh muraad ko pohanchay
( Para #4, Surah Aal-e-Imraan,Ayat#104)