Tag Archives: poetry
My eyes are hurting coz I can’t see u,
My eyes are hurting coz I can’t see u, my arms r empty coz I can’t hold u, my lips are cold coz I can’t kiss u & my heart is breaking coz I’m not with u.
Kuch Iss Tarah Se Hum
Kuch Iss Tarah Se Hum Tere Nazdek Aa Chuke Khud KO Tere Wajood Ka Hissa Bana Chuke AB To Hamare Dard KI Koi Dua Kero Hum To Tumhe APna Mashia Bana Chuke
kaisay jiyan gay tum bin
kaisay jiyan gay tum bin yeh kiyal tu kiya hota jo dard saha hum nay wo dard tum nay bhi kabhi saha hota bas chal diya daman chora kay begano ki tarah kam say kam has kay ik dafa alvida … Continue reading
Ye bhi na socha kaise guzregi zindagi
Sahil per khare khare humne shaam kardi, Apna dil or duniya aap k naam kar di, Ye bhi na socha kaise guzregi zindagi, Bina soche samjhe her khushi aap k nam kar di
Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai
Gam Ke Mare Jo Muskuraye Hain, Aansuoo Ko Bhi Pasine Aaye Hain, Kya Bala Hai Khushi Nahi Malum, Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai
Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi
Pehle kabhi ye yaden ye tanhai na thi, Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi, Jane kia asar ker gaye “apki†batain, Warna is tarah kabhi yad kisi ki aye na thi
Un se duur janay ka irada na tha
Un se duur janay ka irada na tha, Sada sath rehnay ka bhi wada na tha, Wo yaad na karaingay yeh jantay thay hum, Par itni jaldi bhool jayengay, andaza na tha.
Dil may dard
Teri mohabbat ka jaam piye ja rahan hoon, Na chahte huye bhi ye kaam kiye jaa raha hoon,